Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte



  1. Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte Pal Pal Bade Ye Mohabbat
  2. Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte Full Song
  3. Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte Ringtone

Bloging Free site banana chahte hai. Free site banana chahte hai October 02, 2016. Success Blogger Banna Chahate Hai To Ye 5 Tips Jarur Follow Kare By abhisjek. Humare Beech Ki Nazdikiyan Kabhi Kam Na Ho Khuda Kare Tumhe Kabhi Koi Gam Na Ho Jis Din Tute Ye Rista Apna Khuda Kare Us Din Is Jahan Me Hum Na Ho. Udas Hoon Par Tujhse Naraz Nahi Tere Dil Main Hoon Par Tere Pass Nahi Waise To Sab Kuch Hain Mere Pass Par Tere Jaisa Koi Khass Nahi. Love Is Like A Cloud, Love Is Like A Dream.

Mobile ajkal ke time me har kisi ke pas hota hai. Mobile me bahut sare features hote hain isliye sabhi ise pasand karte hain. Smart phone me ham study, general knowledge, game jaise apps use karte hain. Smart phone ke bare me bahut si aisi jhuthi bate famous hain jo sach na hote bhi log uspar wishwash kar rahe hain. Yadi apko aisi jhoothi baton ke bare me janna hai to ham apko batate hain.

Aaj ham apko kuch aisi jhooti bato ke bare me batayenge jo aksar smart phone ki battery ke bare me boli jati hain aur jinpar ap wishwash karte hain. Lekin asliyat me wo baten jhoothi hoti hain. Reality me inme koi sachai nahi hoti balki ye sirf ek afwah hoti hai jinpar ham ankh band karke bharosa kar lete hain. To chaliye ham apko batate hain smart phone ki kuch jhooti baten jinhe jankar apke man ki galatfehmi dur ho jayegi.

Smart Phone ki Battery ke bare me 7 jhoothi bate?

Smart phone ki bettery ke bare me sabhi log jante hain. Aksar smart phone ka galat tarike se use karne se inki battery fat bhi jati hai. Aksar kuch jhoothi baten battery ke bare me falai jati hain. Jaruri nahi ki wo sabhi baten sach ho. Lekin battery fatne ki news ki wajha se sabhi use sach man lete hain.

Charging ke dauran phone ka istemal na karna

Aksar log ye baten karte rehte hain ki charging ke dauran phone karne se phone garam ho jata hai aur battery fat jati hai. Ye baten sabhi follow bhi karte hain par ye baten jhooth hoti hain. Jab bhi ham phone ko charge karte hain to phone garam ho jata hai. Phone ke garam hone ki wajha hardware aur software ki problem hoti hai ya kabhi kabhi charger bhi kharab ho sakta hai. Aap chahe to charging ke dauran phone istemal kar sakte hain. Isme koi problem wali bat nahi hai.

Yadi phone ko jyada der tak switch off rakha jaye to battery kharab hoti hai

Kai logo ki ye soch hoti hai ki yadi phone ko jyada der tak switch off rakha jaye to battery kharab hoti hai. Lekin yeh bat jhooth hai. Bahut sare logo ko shayad ye bat nahi pata ki smart phone ki battery me ek system hota hai jisse ki jyada der tak phone band rakhne par ek tay samay tak battery apne ap discharge ho jati hai. Iska matlab ye hua ki aap yadi bahut samay tak bhi phone ko band rakhenge to bhi battery kharab nahi hogi.

Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte

Yadi phone ko jyada der tak switch off rakha jaye to battery kharab hoti hai

Kai bar aisi bate suni jati hai ki phone me local charger nahi lagana chahiye nahi to battery kharab ho jati hai. Lekin ye bat jhoothi hai. Yadi phone ka charger sahi kam kar raha hai to phone ki battery kabhi kharab nahi hogi aur yadi charger sahi kam nahi kar raha hai to asli charger se bhi battery kharab ho jayegi.

Naye phone ki battery ko full charge ho jane ke bad hi phone ko use karna

Jab bhi koi naya smart phone karidta hai to kuch log yahi kehte hain ki phone ko ek bar full charge kar lene ke bad hi uska istemal karna chahiye. Lekin ye jhooth bat hai. Yadi battery kam charge hai to bhi ham phone ko first time me hi use kar sakte hain. Company bhi battery ko full charge karke nahi deti hai.

Third party apps battery life badane me help karte hain

Internet par hazaro apps aise hain jo phone ki battery life badane me madad karte hain. Lekin ye apps galat hote hain. Kuch hi apps hain jo sach me battery life badane me help karte hain. Lekin in apps ka kam battery life badana nahi hota balki dusre apps ko control karna hota hai. Jiski wajha se phone power kam kharch karta hai jisse battery jyada time tak chalti hai. Koshish kare ki bekar ke apps download na kare.

Phone ko bar bar charge karne se battery kharab hoti hai

Ajkal ke smart phone me company bahut sare features deti hai jiski wajha se battery jaldi khatm ho jati hai. Users battery kharab na ho jaye isliye wo bar bar charge nahi karte hain. Lekin is wajha se unhe kafi dikkato ka samna karna padta hai. Yadi phone ki battery low ho jaye to users ko battery jarur charge karni chahiye. Isse battery kharab nahi hoti. Battery ki apni ek nishchit life par hi kharab hoti hai ya phir aap kharab charger ka istemal karte ho tab bhi battery kharab hoti hai.

Battery phone se bahar nikalne par rakhne se kharab nahi hoti hai

Har battery ka ek nirdharit samay hota hai. Battery kab tak chalegi iske bare me kuch nahi kaha ja sakta hai. Yadi aap phone me galat charger ka use karte ho to hi battery samay se pehle hi kharab ho sakti hai. Battery ko phone me laga kar rakho ya phone se bahar rakho isse koi fark nahi padta. Bina kisi karan ke koi bhi cheez kabhi kharab nahi hoti.

Asha karti hoon mobile ke bare me ki gai post aapki madad jarur karegi aur galatfehmio ko bhi dur karegi.

Dosto aapko ye Information Kaisi lagi hame jarur batayen. Agar apko koi Sawal puchna hai ya mere liye koi Sujhav hai to aap hame Comment box me likh sakte hain. Yadi apko ye article acha laga ho to aap apne dosto me Share karna na bhulen. Yadi ap chahte ho ki aage bhi Computer, Internet aur Technology ki Information apko milti rahe to aap hamare Blog ko Subscribe kar lijiye. Jai hind, Vande Matram, Dhanyavad.

Aaj ke apne is article me hum aapko batayege ki aapko naye business ko shuru karte samye kin kin baato ka dhyaan rakhna chahiye ?

Ye baat aapne aksar dekhi hogi ki, aaj kal ka yuva metro cities me 9-6 ki shift karte hue kaafi preshaan ho gaya hai, aur wo ye chahta hai, ki kuch araam ke pal usko bhi mil jaaye, lekin agar aapke pass ek acchi job nhi hai toh aapko ye pal milna kaafi muskil hai.

Isliye zaadatar yuvao ka interest aaj ke time business me zaada badh gaya hai, phir chahe wo business online ho ya offline. Dono hi field me paise bhut hai bas aapke ander business ko sahi se manage karne ki quality honi chahiye.

Aaj ke apne is article me hum aapko aisi hi kuch qualities ke baare me batayge, jinko aap apne naye business me apply kar sakte hai aur apna business ko ek nayi ucchai de sakte hai.

Agar aapko apne business ko succeed banana hai to, aapke paas flexible or good planning and organizational skills ka hona bahut important hai. Zaadatar log business start karte hue ye sochte hai ki computers on karne se hi money aana shuru ho jaata hai. But unhe ye samjhna hoga ki business me money kamana jitna difficult vo sochte hai, reality me usse kahi jyada difficult hai

Toh chaliye shuru karte hai.

Business Idea :

Kabhi kam na hogi ye chahte ringtone

Koi bhi business ek chota idea se hi shuru hota hai.

Business start karne ke liye business idea hona bohut jaruri hai, agar aap business start karna chahte hai or apke pass koi business idea nhi hai to pehle aap apne interest ke anusar ek accha sa business soch le. Aapka chuna hua business agar apke interest se hat kar hoga toh apko success milne me kafi wakt lag sakta hai.

Isliye business aisa chune jisme aapko interest ho isse aap kam samay me kamyab ho sakte hai. Dosto agar aap koi business nhi chun pa rahe hai ya fir confused hai ki apko kaisa business karna chahiye, toh aap apne friends, relative, Eldes se is baare me baat kar sakte hai, ho sakta hai ki unka koi idea aapko pasand aa jaaye.

Business ki Poori Jankari :

Dosto koi bhi business start karne se pehle us business se related poori jankari hona bohut jaruri hai, otherwise aapko market me stand karne me bohut problem ho sakti hai.

India me 90% business aise hote hai jo apni pehli anniversary bhi nhi mana pate. Aadhuri jankari ki wajah se ek businessman apne business ke liye thik se planning nhi kar sakta, jiske wajah se unhe age chalkar market me bohut se problems ko face karna padta hai or kabhi kabhi apne business ko shut down karne ke liye majboor hona bhi pad jaata hai.

To sabse pehle aap apne business ke bare me khub research kare or apne business related logon se mile, taki unse apko puri jankari mil sake or aap acche se soch sake ki konsa business karna chahiye?

Jankari na hone ke karan aap apne business ke liye planning nhi kar sakte or vision nhi bana sakte, isliye jaruri hai ki aap pehle market ko samjhe or market ke demand ke anusar apni planning kare.

Written Plan hona chahiye :

Ek acche plan ke bina, Business ka grow karna bhut muskil kaam hai.

Jaroori nahi ki aap book rakhe, but aap specific objectives, strategies, financing, a sales or marketing plan ki outlining karne ke liye kuch page aur kaam ko karne ke liye cash ki ek determination ki zarorat padti hai. In sab ko likhna ek crucial first step hai. Jo ki business ke liye bhut zaroori bhi hai.

Be Creative :

Humesha apne business ko improve karne ke tips ko dekhna chahiye, jo aapko competition me stand out karvata hai.

Recognize that you don’t know everything and apne new ideas or new approaches ko open karo apne business ke liye or uske liye aapka creative hona bahut important hai.

Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte Pal Pal Bade Ye Mohabbat

Apna Product or Service best se best de :

Dosto ho sakta hai ki apka Business bhut acche se chal jaye vo bhi bina kuch mehnat ke, lekin agar aap apne product or service ki quality achi nhi doge, toh customer dobara se apki shop par nhi aayga.

Aaj ke time me competition bhut jyada ho gaya ek customer ke pass saman khridne ke liye bhut option hote hai, isliye jaha tak ho sake apni taraf se customer ko best se best product or service dene ki kosis kare, chahe aap isme kuch rupee hi kyo na bacha pa rahe ho kyoki ek bar customer ko apki service or product pasand aa gaya toh wo bar bar apke pass aayega.

Jisse aapki income or popularity dono badhegi.

Kuch Alag kare :

Ek businessman ke nazar se dekha jaye toh market me competition level kitna badh gaya hai, ye toh aap dekh hi rahe honge.

Agar aap ek retail shop bhi kholna chahte hai toh aisa nhi hoga ki market me aap pehle businessman hai jo retail shop kholenge, market me already bohut sare retail shop honge.

Sochiye agar aap itne sare retail shop ke bich aapna ek retail shop kholte hai toh, kya apke shop par jyada customer ayenge ?

Customers aayge, lekin dusre shops ke mukable aapke shop par customers kam ayenge.

Apne competitors ko beat karne ke liye apko kuch alag or hat kar karna hoga jaise ki special discount, kisi product ke sath kuch free, apne shop ko acche se sajana or saf suthra rakhna, customers ke sath acche se communicate karna in sab chezzo se aapka shop bheed se alag dikhega or day by day aapke customers badhte rahenge.

Ringtone

Zaruri nhi ki sirf retail shop ke liye hi kuch alag karna hai, market me apni jagah banane ke liye koi bhi business me new innovation karna bahut jaruri hai.

Advertising kare :

Advertising apke Business ko bhut aage tak lekar jaati hai, kyuki aaj ke time me log uss cheez ya product par jyada viswaas krte hai, jiska unhone naam sun rakha ho ya phir uske baare me pata ho ki jo wo istemaal karne ja rahe hai wo product kaisa hai.

Example – Agar kisi ko 5 hajar rupye me ek sumsung ka mobile mil raha ho or ek jivi ka handset hai.

Jivi ke mobile me sumsung se jyada function hai, Lekin phir bhi wo sumsung ka mobile hi lega, kyoki aapne usne sumsung ka naam sun rakha hai, lekin Jivi ka nhi.

Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte Full Song

Isliye apne Business ke liye advertising krna bhut jaruri hai.

Kabhi kam na hogi ye chahte pal pal bane ye mohabbatein

Iska dusra faayda ye bhi hai ki aapka product zaada se zaada log tak pahuchta hai aur inme se ager 10% logo ne bhi aapka product le liya toh iske ander faayda aap hi ka hai.

Toh ye thy kuch aise tips jinko aap naye business ki shuruwat me try kar sakte hai.

Aapko humara ye article kaisa laga aap hume neeche diye gaye comment box me likh kar hume bata sakte hai.

Aap hume social media par bhi follow karke humari daily update le sakte hai.

Kabhi Kam Na Hogi Ye Chahte Ringtone

Thank you,